Friday, 29 March 2013

Muddat Ho gayi Un Tanhaayion Se Gujre           Aaj Bhi in Aankho Me Wo Khaamoshiya Kyu Hai           Chun-Chun Kar jiski Yaado Ko Apni Zindgi Se Nikala Maine..         
Mere Dil Par Aaj Bhi Uski Parchaiya Kyu Hai           Tod Diya jisne yakeen Mohbbat Se Mera           Wo Shaks Aaj Bhi Pyar Ke Kaabil Kyu Hai          
Raas Na Aayi Jisko Chaahat Meri         
Aaj Bhi Wo Mere Din Aur Raat Me Shaamil Kyu Hai           Khatam Ho Gaya jo Rishta Wo Aaj Bhi dil Me Saans Le Raha Hai          
Mere Vajood Me Zinda Wo Aaj Bhi Tera Ehsaas Kyu Hai...              

Tuesday, 26 March 2013

Ek tammana thi unse milne ki
Unko apni bahon me lene ki..
Par hum kawaishon me simat kar reh gaye.
Pyar ke samandr me dubne ka shouk tha
Par hum kinaro par khde reh gaye.
Mile agar kabhi wo to kehna hum sirf unke intzaar me reh gaye..!!

Sunday, 24 March 2013

SBNE KAHA TUM ME PEHLE JAISI BAT NAHI ?

MAINE KAHA ZINDAGI ME USKA SATH NAHI .

SBNE KAHA AB BHI KISI KI AANKHO ME DOOB SAKTE HO?

MAINE KAHA AB KISI AANKH ME WO BAAT NAHI .

SBNE KAHA KYU ITNA TOOT KAR CHAHA USE?

MAINE KAHA INSAN HU PATHAR NAHI .

SBNE KAHA KYA BEWAFA HAI WOH?

MAINE KAHA MUJHE AB WAFA KI TALASH NAHI .

SBNE KAHA BHUL JA USE AB?

MAINE KAHA WOH HAQIQAT HAI KOI KHWAB NAHI..!!

Wednesday, 20 March 2013

I cant completly let go of you
Let go of us
All i can say is i love you
I know you dont want to hear it
But it makes no sense to pretend I dont..
I miss u with all of me.

Things get easier..

But will never with u.. cry less..
But the pain will still be there..
The love we shared and gave to eachother
Will always remain in  my heart forever
And i still love u too much . 

Uski Justaju, Uska Intezaar Aur Ye Akelapan;
Thak Kar Muskura Dete Hein, Jab Roya Nahi Jaata..!!

Monday, 18 March 2013

Faasla itna badhane ki Zarorat kya thi
Tujhe mujhse rooth jane ki
zaroorat kya thi
Ab jo mujhse rooth k udaas
Rehte ho
Apna haath Mujhse churhane ki zaroorat kyaa thi
Duniya kab kisi ke gam ko
Apna gam samajhti hai Tujhe apna gam duniya ko
dikhane ki zaroorat kya thi
Main aaj tak is baat ko
samajh nahi paaya
Jab main saath tumhare tha,
To tumhe zamane ki zaroorat kya thi..!!

Sunday, 17 March 2013

Love is not a joke, Love is not a game,
Once you fall in love, You will never be the same. . . 
Love is never-ending, Love is never wrong,
Love can make you weak, Love can make you strong..? 
Love is more than words, Love is more than giving,
Love can make you cry, Love can make you sing. . .  Love is always true, Love is always kind,
Love is something that happens, Not something that you find. . .!!

Thursday, 14 March 2013

Zindgi Me Agr Koi Achcha Lge To Use Sirf ChahNa..

Pyar Mt Krna,

Qki Pyar Khatm Ho Jata Hai..

Lekin,

Uski Chaht Kbhi Khatm Nhi Hoti..

Tuesday, 12 March 2013

Kuch Nahi Hai Magar
Meri Zindgi Me Tum Ho    
Aarzu Justuju Meri Bandagi Tum Ho
Bhul Jaun Tumhein Ye Sochun Kaise    
Meri Har Nazar Meri Har Dua Mai Tum ho    
Badal Bhi Daalu Mai Khud Ko Lekin    
Mere Har Khayal Har Soch Main Tum Ho    
Chhor Sakta Nahi Main Tumko Lekin    
Mehsoos Hua Mujhko Mere Aas Pas TumHo    
Kya Hua Jo Tum Nahi Ho
Saath Mere    
Meri Har Sans Tere Liye,Mere Dil Main Tum Ho..!!   

Kuch Nahi Hai Magar
Meri Zindgi Me Tum Ho    
Aarzu Justuju Meri Bandagi Tum Ho
Bhul Jaun Tumhein Ye Sochun Kaise    
Meri Har Nazar Meri Har Dua Mai Tum ho    
Badal Bhi Daalu Mai Khud Ko Lekin    
Mere Har Khayal Har Soch Main Tum Ho    
Chhor Sakta Nahi Main Tumko Lekin    
Mehsoos Hua Mujhko Mere Aas Pas TumHo    
Kya Hua Jo Tum Nahi Ho
Saath Mere    
Meri Har Sans Tere Liye,Mere Dil Main Tum Ho..!!   

Monday, 11 March 2013

Earth may stop rotating;
Birds may stop flying;
Candles may stop melting;
Fish may stop swimming;
Heart may stop beating;
But I'll never stop missing you..!!

Friday, 8 March 2013

Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya;
Khali Hi Sahi Hathon Mein Jaam To Aaya;
Main Hoon Bewaafa Sabko Bataya Usne;
Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya..!!

Saturday, 2 March 2013

Isi Karz Ko Ada Karne Ke Wasty Ham Saari Raat Nahi Sote.

Ke Shayad Koi Jaag Raha Ho Is Duniya Main Mere Liye !!!