Thursday, 17 July 2014

Kaun Chahega Tumhe Meri Tarah;
Ab Kisi Se Na Mohabbat Karna..!!

Thursday, 3 July 2014

Tum Kya Gaye Ki Waqt Ka Ehsaas Mar Geya;
Raaton Ko Jaagte Rahe Aur Din Ko So Gaye..!!

Wednesday, 2 July 2014

शायरी छोड़ दी तो भूलने लगी ​ हैं दुनिया​;​​​​
​जब लिखते थे शायरी तो एक नाम था अपना​।