Tuesday, 12 February 2013

Umar ki raah par raste badal jate hain,
Vakt ki aandhi me insaan badal jate hain,
Hum sochte hain aapko itna yaad na kare,
Lekin,
Aankh band karte hi iraade badal jate hain ..

No comments:

Post a Comment