Ye na socho k faqat naam liya karta
hai,
Ek deewana teri chahat mein jiya
karta hai,
Woh janta hai k tu uss k muqadar
mein nahi,
Phir b har roz tujhe yaad kiya karta
hai,
Kuch nahi maangta rab se apne liye,
Teri khushion ki dua maang liya
karta hai,
Raat ko yaad mein teri jo tarapta hai
dil,
Chaand se ja k teri baatein kiya karta
hai !!
No comments:
Post a Comment